Taybah Ki Hai Yaad Aayee Ab Ashk Bahaanay Do

Taybah ki hai yaad aayee ab ashk bahaanay do
Mahboob nay aanaa hai rahoon ko sajaanay do

Mushkil ho agar meyra Taybah main abhii jaanaa
Aey baad – e – sabaa merii aa – hoon ko to jaanay do

Mey teri ziyaarat kay qaabil to naheen maanaa
Yaadoon ko shahaa apnii khaabon main to aanay do

Ashkoon kii larhii ko ab tutaney mat deynaa
Aaqa kay liye muj koh kuch haar bananay do

Jo chaaho sazaa deynaa mehbuub kay darbaano
Ik baar to jaalii ko siinaay say lagaanay do

Mahboob kay qaabil yeh alfaaz kahaan saaim
Ashkoon kii zubaan say ab ik naat sunaanay do

Lagta nahin dil mayra ab in weeraanon mayn
Chota sa ghar mujh ko teba mayn bananay do

Roko na mujhay ab to dar e yaar kay darbaano!
Mahboob ki jaali ko seenay say laganay do


Related Content

  1. Ser-E-Gulshan Kon Dekhe Dasht-E-Taiba Chor Kar  Naat Lyrics
  2. Tadap Raha Hu Madine Ki Haazri Ke Liye  Naat Lyrics
  3. Bigdi Bhi Banayenge  Naat Lyrics
  4. Karam Karte Hi Rehate Ho  Naat Lyrics
  5. Ahlan Wa Sahlan Marhaba Lyrics
  6. Main Bhi Roze Rakhunga Lyrics
  7. Hai Kalaam-E-Ilahi Me Shams-O-Duha   Naat Lyrics
  8. Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki – Naat Lyrics
  9. Noor Wala Aya Hai Naat Lyrics
  10. Baat Kar Madine Ki Naat Lyrics
  11. Mera Dil Or Meri Jaan Naat Lyrics
  12. CHAL QALAM AB HAMD E RABB
  13. Sab Ke Bas Ki Baat Nahi  Naat Lyrics
  14. sallay-ala-pukaro-sarkar-arahe-hain
  15. Faraz E Arsh Ne Chuma Hussain Ka Sajda  Naat Lyrics
  16. Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara
  17. Sabke Hajat Rawa Garib Nawaj  Naat Lyrics
  18. Na Ho Aaraam Jis Bimaar Ko Saare Zamaane Se (Naat Lyrics)
  19. Ay Mustafa ke fool dilojaan ya hussain
  20. Huzoor Aisa Koi Intezam  Naat Lyrics

Leave a comment