Meh Toh Panj Than Ka Ghulaam Hun (Naat Lyrics)

Meh toh panj than ka ghulaam hun
Mujhay ishq hain toh Khuda sey hain, mujhay ishq hain toh Rasool hain
Meray mun sey aaey mehak sada, joh main naan lun tera bhool sey

Mujhey ishq sar-o-saman sey hain, mujhay ishq saray chaman sey hain
Mujhay ishq Un ki gali sey hain, mujhay ishq hain Un key wathan sey hai

Mujhay ishq hain toh Ali sey hain, mujhay ishq hain toh Hassan sey hain

Mujhay ishq hain toh Hussain sey, mujhay ishq Shahe Zaman sey hain

Meh toh panj than ka ghulaam hun
Huwa keysay then sey woh sar juda, jahan ishq ho wohein Karbala
Meri baath un hi ki baath hain, meray saamnay wohi zaath hain

Wohi jin ho shayre Khuda kahein, jinhein baabe Sale ala kehein
Wohi jin ko aale Nabi kahein, wohi jin ko zaathe Ali kahein

Wohi pukhta hain mey tho khaam hun
Meh toh panj than ka ghulaam hun


Related Content

  1. Khuda Ka Ziker Karay, Zikr e Mustafa Na Karay
  2. Azal Ki Khushboo Ho
  3. Gunahon Ki Adat Churah Meray Mowla  Naat Lyrics
  4. ZIKR E KHAIR UL WARA NAAT LYRICS
  5. Dushman-E Ahmad Pe Shiddat Kijiye  Naat Lyrics
  6. Tere Paak Naam Pe Aye Khuda Hamd Lyrics
  7. Jidhar Dekhu Madine Ka Haram Ho  Naat Lyrics
  8. Nabi ki naat ki Mehfil Sajjaana ham Na chaurein Ge
  9. Ban Kay Kher-ul-Wara Agaey Mustafa Lyrics
  10. Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)
  11. Koi Nabi Nahi Hai Mere Mustafa Ke Baad  Naat Lyrics
  12. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
  13. Ae Ishq e Nabi Meray Dil Mein Bhi Sama Jana
  14. Mera Dil Tadap Raha Hai  Naat Lyrics
  15. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi  Naat Lyrics
  16. Arsh Ki Aql Dang Hai Charkh Pe Asmaan Hai  Naat Lyrics
  17. Noori Mahfil Lyrics
  18. Sarkaare Ghaus E Azam, Nazre Karam Khudaara  Naat Lyrics
  19. Karam Karte Hi Rehate Ho  Naat Lyrics
  20. Ay Deen E Haq Ke Rehbar Tum Par Salaam Har Dam

Leave a comment