Ay Mujahid-e-nabi Naat Gongunay Jaaa (Naat Lyrics)

Ay Mujahid-e-NABI Naat Gongunay jaaa

Nagmay-e-MUHAMMADI Jhoom Kar Sunayja [2x]

Do Jahan Par Chayaja, Do Jahan Par Chayaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Parchamay NABI Uthay Lay KHUDA Ka Asra

Dars-e-Murshidi Hai Yah Haq Pay Zingadi Lutta [2x]

Haq Pay Jaa Luttaja, Haq Pay Jaa Luttaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Baat Kar Tu Baad May Pehla Tu Salam Kar

Jo Tera Buzurg Hai Unka Ahtram Kar [2x]

Un Say Faiz Payaja, Un Say Faiz Payaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Sukr Kar KUDHA Kaa Tu Tujko Ya Watan Mila

Pak Sarzamee Mili Aur Ya Chaman Mila [2x]

Sir Ko Tu Jhukayaja, Sir Ko Tu Jhukayaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Jhoot Bolna Nahi Tum Kabhi Zaban Say

Laanata KHUDA Hai Yah Dekhlo Quran Say [2x]

Sach Kay Geet Gaayaja, Sach Kay Geet Gaayaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Apna Murshidi Ka Dil Is Tarha Say Shad Kar

Jo Sabak Mila Tuja Tu Dil Laga Kar Yaad Kar [2x]

Un Say Faiz Payaja, Un Say Faiz Payaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Apna Murshidi Ka Dil Is Tarha Say Shad Kar

Har Mahinay Teen Deen Qafila May Safar Kar [2x]

Un Say Faiz Payaja, Un Say Faiz Payaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Aya Jo Ramdhan Rozo Ka Ahtamam Kar

Kha Tu RAB Ki Nameitha Zikr Uska Aam Kar [2x]

Zikh Tu Sunayja, Zikr Tu Sunayja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Arzoo Ki Hai Dua Aur Raha Suki Sada

Mehrbaan AAQA Ho Aur Karam Kara Khuda [2x]

MADNI Rang May Rangtaja, MADNI Rang May Rangtaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Ay Mujahid-e-NABI Naat Gongunay jaaa

Nagmay-e-MUHAMMADI Jhoom Kar Sunayja [2x]

Do Jahan Par Chayaja, Do Jahan Par Chayaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja


Related Content

  1. Do Jahaan Ke Waali Ka  Naat Lyrics
  2. Aey Mere Mola Mola Mola
  3. Meh Madine Chala (Naat Lyrics)
  4. AA GAYE MUZDA SHAFAAT KA SUNANE WALE
  5. Ay Mustafa ke fool dilojaan ya hussain
  6. Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara
  7. Har Nazar Kamp Uthegi Mehshar Ke Din   Naat Lyrics
  8. Bas Apne Dil Maen Madine ki
  9. Lab Per Naat-e-Pak Ka Naghma  Naat Lyrics
  10. Apne Damane Shafa’at Mein Chhupaye Rakhna Naat Lyrics
  11. Ya Rab Hai Bakhsh Dena 
  12. Sayyed Ne Karbala Main Waade Nibha Diye Hain
  13. Ali Haidar ka gharana
  14. NABI KA JASHAN AAYA 
  15. Mere Aaqa Aao Ke Muddat Hoi Hai
  16. Qadri Aastana Salamat Rahe  Naat Lyrics
  17. Rehmat Baras Rahi Hai Muhammad Ke Shaher Mein  Naat Lyrics
  18. Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye  Naat Lyrics
  19. Lo Madine Ki Tajjali Se Lagaye Huwe Hain  Naat Lyrics
  20. Baravein Ka Chand Aya, Baravein Ka Chand Aya (Naat Lyrics)

Leave a comment