BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI

Bigri banaa-o Makki Madani, Bigri banaa-o Makki Madani
Dar pe bulaa-o, dar pe bulaa-o, Makki Madani

Deed teri he Eid meri, Jalwah dikha-o Makki Madani
Makki Madani Makki Madani, Makki Madani Makki Madani

Hum ho ghunahon me doobe huwe, Jaise he nibha-o Makki Madani
Makki Madani Makki Madani, Makki Madani Makki Madani

Mehshar me hoga lab pe yehi, Hum ko bacha-o Makki Madani
Makki Madani Makki Madani, Makki Madani Makki Madani

Sadqa Apne Nawaason ka, Dukhre mitha-o Makki Madani
Makki Madani Makki Madani, Makki Madani Makki Madani

Rabb ka Dulaara Makki Madani, Aaqa hamara Makki Madani
Makki Madani Makki Madani, Makki Madani Makki Madani

Rabb ka Dulaara Makki Madani, Aaqa hamara Makki Madani
Ekh Ishaara, Ekh Ishaara Makki Madani

Banti he bigri ghar kar de, Ekh Ishaara Makki Madani
Ekh Ishaara, Ekh Ishaara Makki Madani

Aaye madad ko tum is ki Aqaa
Aayi Madad ko tum is ki
Jis ne pukaara Makki Madani
Jis ne pukaara Makki Madani

Bheek pe Teri hota he
Mera ghuzaara Makki Madani
Mera ghuzaara, Mera ghuzaara, Makki Madani

Toote dilo ki dharas he, Naam Tumhara Makki Madani
Ism Muqaddas Noorani, Ankhon ka Taara Makki Madani
Doori Riaz ko Dar se Tere
Kab he ghowaara Makki Madani


Related Content

  1. Tere Paak Naam Pe Aye Khuda Hamd Lyrics
  2. Huzoor Aisa Koi Intezam  Naat Lyrics
  3. Azal Ki Khushboo Ho Jis Mein Pinhaa’n Koi Bataye To Naam Aisa Lyrics
  4. Dare Khwaja Pe Sawali Ko Khada Rehne Do (Naat Lyrics)
  5. Kabe Ki Ronak Kabe Ka Manzar  Naat Lyrics
  6. AA GAYE MAIDAN MAIN WAFADAR E SAHABA
  7. Madine Ke Waali Do Alam Ke Data Naat Lyrics
  8. Nabi Ka Aastan Ho Or Mera Sar Ho To Kia Kehna  Naat Lyrics
  9. Hasbi Rabbi Jallal Lah Allah Ho Allah
  10. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai  Naat Lyrics
  11. Maqsad E Aalam E Hayaat E Nabi
  12. Madina Sadi Jaan Hai Lyrics
  13. Sahar Ka Waqt Hai Masum Kaliya Muskurati Hain  Naat Lyrics
  14. Dardo Aalam Ke Mare
  15. Subha Taibah Me Hui Bat’ta Hain Baada Noor Ka  Naat Lyrics
  16. Kaun Kehta Hai Aankhei(n) Chura Kar Chale  Naat Lyrics
  17. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
  18. Hum Ko Sarkar Madine Me Bulaana Hoga  Naat Lyrics
  19. Abhi jibril utre
  20. Gar Talab Sey Kuch Masewa Chahey

Leave a comment