AI SABZE GHUMBADH WALE MANZOOR DUA KARNA

Ai Sabze Ghumbadh wale manzoor Dua karna
Jab waqt nazah aye deedar atha karna

Ai Noor-e-Khuda aakar ankho me samaa jana
Ya Dar pe bhulaalenah ya Khaab me aajana

Ai Pardah nashi dil ke parde me reha karna
Jab waqt nazah aye deedar atha karna

Mehboob Ilaahi sa koyi na hasee dekha
Ye Shaan he in ki se saaya bhi nahi dekha

Allah ne saayeh ko chaha na Judah karna
Jab waqt nazah aye deedar atha karna

Me qabre andheri me ghabrah wohnga jab thanha
Imdaad mere karne ajaana zarah esharah

Roshan meri Turbath ko Lillah zara karna
Jab waqt nazah aye deedar atha karna

Chereh se diya paaye in chand sithaaro ne
Us dar se Shifa paaye dukh dard ke maaro ne

Atha he inni Saabir har dukh ki dhawa karna
Jab waqt nazah aye deedar atha karna


Related Content

  1. Aa Jaaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  2. Karbala K Jan Nisaro Ko Salam  Naat Lyrics
  3. AA GAYE MAIDAN MAIN WAFADAR E SAHABA
  4. Tere Qadmo Me Aana Mera Kaam Tha
  5. Karam Karam Mola
  6. ALIF ALLAH CHAMBAY DE BOOTI
  7. Barhy jo karky vo
  8. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  9. Nabi Ki Naat Me Padh Lun To Koi Baat Nahi
  10. Mim Madina Marehara Ki Kismat   Naat Lyrics
  11. Lab Pe Aati Hai Dua Banke Tamanna Meri  Naat Lyrics
  12. Aankhon Mein Bas Geya Hai Madina Huzoor Ka Naat Lyrics
  13. Tum Par Main Lakh Jaan se Fida Ya Rasool
  14. Do jag de wich hoye ujaale,
  15. Mein Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics
  16. Na Kahin Se Door Hein Manzilen  Naat Lyrics
  17. Jab Masjid e Nabawi Ke Minaar Nazar Aye
  18. aaka ko pukar bande aaka pukar
  19. Al Nabi Sallu Alai
  20. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye

Leave a comment