TARON MEIN ROSHNI

Taroon Mein Roshni, Mere Nabi Se hai

Taroon Mein Roshni, Mere Nabi Se hai

Chanda Mein Chandni, Mere Nabi Se hai

Chanda Mein Chandni, Mere Nabi Se hai

Kaliyon Mein Tazgi Mere Nabi Se Hai

Kaliyon Mein Tazgi Mere Nabi Se Hai

Phoolon Mein Dilkashi, Mere Nabi Se Hai

Phoolon Mein Dilkashi, Mere Nabi Se Hai

Taroon Mein Roshni, Mere Nabi Se hai

Roshan Jahan Tha, Kal Bhi Huzoor Se

Roshan Jahan Tha, Kal Bhi Huzoor Se

Yeh Noor Aj Bhi, Mere Nabi se Hai

Yeh Noor Aj Bhi, Mere Nabi se Hai

Chanda Mein Chandni, Mere Nabi Se hai

Ranginiye Jahan To, Unke Karam se Hai

Ranginiye Jahan To, Unke Karam se Hai

Jannat Ka Husn Bhi Mere Nabi se hai

Jannat Ka Husn Bhi Mere Nabi se hai

Taroon Mein Roshni, Mere Nabi Se hai

Woh Jo Na Hon To Kuch Bhi Nahi Hai Jahan Mein

Woh Jo Na Hon To Kuch Bhi Nahi Hai Jahan Mein

Dunya Mein Zindagi Mere Nabi se Hai

Dunya Mein Zindagi Mere Nabi se Hai

Taroon Mein Roshni, Mere Nabi Se hai

Choome Na Kyu Qadam Kaaba Bhi Shoak Se

Choome Na Kyu Qadam Kaaba Bhi Shoak Se

Nisbat Bilal Ki, Mere Nabi se Hai

Nisbat Bilal Ki, Mere Nabi se Hai

Jannat Ka Husn Bhi Mere Nabi se hai

Phoolon Mein Dilkashi, Mere Nabi Se Hai

Dunya Mein Zindagi Mere Nabi se Hai

Taroon Mein Roshni, Mere Nabi Se hai

Taroon Mein Roshni, Mere Nabi Se hai

Chanda Mein Chandni, Mere Nabi Se hai

Chanda Mein Chandni, Mere Nabi Se hai


Related Content

  1. Mojza Mere Nabi Ka Naat Lyrics
  2. Tala Al Badru Alyna
  3. Ae Saba Mustafa Se Kah Dena Gam Ke Mare Salam Kahte Hain Naat Lyrics
  4. Ek Ajab Lutf Is Tarah Jeene Mein Hai  Naat Lyrics
  5. Muhammad Mazhar E Kamil Hain Haq Ki Shan E Izzat Ka   Naat Lyrics
  6. BATIL KE JAB JAB BADLE HAI TEVAR NAAT LYRICS
  7. Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghaus E Azam Dastagheer   Naat Lyrics
  8. MADINE KA SAFAR HAI AUR MAIN NAMDEDA NAMDEDA NAAT LYRICS
  9. Ban Ke Noor E Khuda Mustafa Agaye
  10. JASHNE AHMEDE RASOOL ALLAH HI ALLAH
  11. Kya Bayaan Azmatein Hon Teri Shaha
  12. Shahe Madina Taiba Bulalo Shahe Madina Naat Lyrics
  13. Khuda Ka Ziker Karay, Zikr e Mustafa Na Karay
  14. Madina Saaddi Jaan Ay (Naat Lyrics)
  15. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein  Naat Lyrics
  16. Maqbool Dua Karna Manzoor Sana Karna  Naat Lyrics
  17. Ham Dar-E-Aaqa Pay Sar Apna Jhuka Letay Hain   Naat Lyrics
  18. BAN KE NOOR E KHUDA MUSTAFA AGAYE
  19. Allah Ne Pohanchaya Sarkar Ke Qadmon Main Naat Lyrics
  20. Gham Hogaye Be Shumar Aaqa  Naat Lyrics

Leave a comment