Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa   Naat Lyrics

Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa, Anwaar Ka Alam Kya Hoga
Har Koee Fida Hai Bin Dekhe, Deedaar Ka Alam Kya Hoga

Ek Simt Ali Ek Simt Umar, Siddiq Idhar Uthmaan Udhar
In Jug Mug Jug Mug Taraun May, Sarkaar Ka Alam Kya Hoga

Jis Waqt Haleemah Ki Godi, Anwaare Khuda Say Raushan Thi
Us Waqt Haleemah Daee Kay, Ghar Baar Ka Alam Kya Hoga

Jab Inke Gada Bhar Detay Hain, Shahaanay Zamana Ki Jholi
Mohtaaj Ka Jab Yeh Alam Ha, Mukhtaar Ka Alam Kya Hoga

Chahay To Ishaaraun Say Apne, Kaya Hi Palat Day Duniya Ki
Yeh Shaan Hai Unke Ghulamau’n Ki, Sardaar Ka Alam Kya Hoga

Sun Sun Kay Sahaba Ki Batein, Kuffar Musalmaan Hotay Thay
Phir Mere Rasool-E-Akram Ki, Guftaar Ka Alam Kya Hoga

Taibah Say Hawaein Atee Hai Baikal Ko Sukoon Mil Jata Hai
Iss Paar Ka Jab Yeh Alam Hai, Uss Paar Ka Alam Kya Hoga


Related Content

  1. Allah Ne Pohanchaya Sarkar Ke Qadmon Main Naat Lyrics
  2. Baabe Haram Khula Hai Chati Ki Bahar Hai Lyrics
  3. Mujhe Rang De Maula
  4. Wo Kaisa Sama Hoga Wo Kaisi Gharri Hogi (Naat Lyrics)
  5. Aisa Bhi Ho Ya Syed-e-Abrar Kissi Din
  6. Jab Jab Nabi Ki Yaad Aye Hai Naat Lyrics
  7. Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah
  8. Do Jahaan Ke Waali Ka  Naat Lyrics
  9. Muhammad Ke Ghulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Lyrics
  10. Har Waqt Tasaw’wur Mein Madine Ki Gali Ho  Naat Lyrics
  11. Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
  12. Kya Bayaan Azmatein Hon Teri Shaha
  13. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi
  14. Azal Ki Khushboo Ho Jismein
  15. Bigdi Bhi Banayenge  Naat Lyrics
  16. AAJ DULHA BANA SHAHE AHMAD RAZA
  17. Mujhe Tohfay Mein Mila Ramzan Lyrics
  18. Mera Dil Or Meri Jaan Naat Lyrics
  19. Arzo Sama Banay Hain – Naat Lyrics
  20. Apne Damane Shafa’at Mein Chhupaye Rakhna Naat Lyrics

Leave a comment