Kaabe Ke Dar Ke Saamne Maangi Hai Dua Faqat  Naat Lyrics

Kabe ke Dar ke Samne Mangi hai Dua Faqat Naat Lyrics

Kabe ke dar ke samne mangi hai dua faqat

Hathon mein hashar tak rahe daman-e-Mustafa faqat

Apne karam se e Khuda ishq-e-Rasul kar ata

Akhiri dam zuban pe ho Salle Ala sada faqat

Tayba ki serr ko chaley qadmon mein unki jan dein

Duffan huun unke shehr mein hai yehi iltija faqat

Duniya ki sari ni’matain meri nazar mein hench huun

Rakhne ko sar pe gar mile nalain-e-Mustafa faqat

Munkar Naqeer qabar mein ham se sawal jab karain

Aise mein wird ham rakkhain ap ke nam ka faqat

Naza’a ke waqt jab meri sanson mein intishar ho

Meri nazar ke samne Gumbad ho woh hara faqat

Nat-e-Rasul-e-pak hai nazmi ka maqsad-e-hayat

Qabr mein bhi labon pe ho Sarkar ki sana faqat


Related Content

  1. Jannat Mein Leke Jayegi Chahat Rasul Ki  Naat Lyrics
  2. Bas Apne Dil Maen Madine ki
  3. Sahar Ka Waqt Hai Masum Kaliya Muskurati Hain  Naat Lyrics
  4. Tajalli E Noor E Kidam Ghous E Aazam  Naat Lyrics
  5. Ay HabeeB E Ahmed E Mujtaba Dil E Mubtala Ka Salam Lo
  6. Ravi De Kande Mere Data Dera Laya  Naat Lyrics
  7. Jashn Aamade Rasool
  8. Taybah Ki Hai Yaad Aayee Ab Ashk Bahaanay Do
  9. Kis Ke Jalwe Ki Jhalak Hai Ye Ujala Kiya Hai  Naat Lyrics
  10. Mustafa E Zaat E Yakta Aap Hain  Naat Lyrics
  11. Aale nabi khune khaatune jannat Gulzar e Millat….
  12. Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa   Naat Lyrics
  13. Dile Dard Mand Ki Dastan Na Kahu Ju Tum Se To Kiya Karu  Naat Lyrics
  14. Hum Gunahgaaron Ka Aye Rab Ke Rasool
  15. LAZZATE ISHQE NABI DIL ME CHUPAE RAKNA
  16. Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi Hai  Naat Lyrics
  17. Tu Shamm-e- Risalat Hai
  18. Kaak Sooraj Se Andehro Ka Izalah Hoga (Naat Lyrics)
  19. Maine Rukh Kar Liya Madine Ka
  20. Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics

Leave a comment