Milad Ka Mausam Aaya Hai  Naat Lyrics

zum zum zum aaya hai zum zum zum

aaya hai zum zum zum aaya hai

milad ka mausam aaya hai (2)

aaya hai aaya hai aaya hai

milad ka mausam aaya hai (2)

kushiyo ka sawan laya hai

milad ka mausam aaya hai

suhana mausam aaya suhana mausam aaya

kushiyo ka sawan laya hai

milad ka mausam aaya hai

ik kaif jaha par chhaya hai

milad ka mausam aaya hai

ab chak jigar ke silte hain

gunche kushiyo ke khite hai

ab fazalo karam ka saya hai

milad ka mausam……………..

gilmano malaik jannat ko

kuch or muzyyan karte hain

maula ne khald sajaya hai

milad ka mausam……………..

sakar ki aamad par rab ne

apni kudrat dikhlai hain

rahmat ka mih barsaya hain

milad ka mausam……………..

kaliyo kaliyo par joban hain

phoolu phoolu par joban hain

guncha guncha muskaya hain

milad ka mausam……………..

kurban halima me tuj par

hai teri godi mai sarwar

ye kesa mukadar paya hai

milad ka mausam……………..

bebas ka sahara hain sarwar

mazalum ke hami hai yawar

har kohe julm giraya hai

milad ka mausam……………..

rahamat rab ki neamat rab ki

utari hai ‘ujagar’ aalam par

sadab zamana aaya hai

milad ka mausam…………….


Related Content

  1. Sunehri Jalion Ko Nazar Aane
  2. Kaabe Ke Dar Ke Saamne (Naat Lyrics)
  3. Noor Wala Aaya Hai Noor Lekar Aaya Hai
  4. LAZZATE ISHQE NABI DIL ME CHUPAE RAKNA
  5. Aya Na Hoga Is Tarha, Husn O Shabab Ret Par
  6. Muh Se Ek Baar Laga Laytey Jo Maula Pani   Naat Lyrics
  7. MERI BAAT BAN GAYI HAI
  8. Na Kahin Se Door Hein Manzilen  Naat Lyrics
  9. Aawaz panch waqt lagati hai momino
  10. Haajiyon Aao Shahenshah ka Roza Dekho Naat Lyrics
  11. Mein Mangta Haan Teray Ishq Da  Naat Lyrics
  12. Abhi jibril utre
  13. Un Ki Nazar Mein
  14. KHWAJA E HIND WO DARBAAR HAI AALA TERA NAAT LYRICS
  15. Konain De Wali Da Darbar Bara Sohna  Naat Lyrics
  16. Meri Tauba Meri Tauba  Naat Lyrics
  17. Aaj Muhammad aye moray ghar
  18. Al Madad Al Madad Al Madad Ya Khuda  Naat Lyrics
  19. Khuda Ka Ziker Karay, Zikr e Mustafa Na Karay
  20. Ek Baar Madine Me Ho Jaye Mere Jaana  Naat Lyrics

Leave a comment