Sarkaare Ghaus E Azam, Nazre Karam Khudaara  Naat Lyrics

Sarkaare Ghaus E Azam Nazre Karam Khudaara
Mera Khaali Kaasa Bhar Do, May Faqir Hu TumharaMaula Ali Ka Sadqa, Gange Shakar Ka Sadqa
Meri Laaj Rakhna Mira, May Faqir Hu TumharaMira Bane Hai Dulha, Shaadi Rachi Hui Hai
Sab Auliya Baraati, Kya Khoob Hai Nazara

Jholi Ko Meri Bhardo, Warna Kahegi Duniya
Aise Sakhee Ka Mangta, Phirta Hai Maara, Maara

Duniya Mei Sab Ka Koi, Koi To Aasra Hai
Mera Bajuz Tumhaare, Koi Nahi Sahaara

Yeh Adaa E Dastgiri, Koi Mere Dil Se Puche
Wahi Aa Gaye Madad Ko, Maine Jab Jahaa Pukaara

Yeh Tera Karam Hai Ya Ghous, Jo Bana Liya Hai Apna
Kahaa Mujhsa Ye Kameena, Kaha Silsila Tumhara


Related Content

  1. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
  2. Rab Ne Diya Hai Unko  Naat Lyrics
  3. Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
  4. Ya Habib e Ahmed Mujtaba Dil e Mubtala Ka Salam Lo
  5. An Nabi Sallo Alaih – Salawathullah Alaih
  6. Aya Na Hoga Is Tarha, Husn O Shabab Ret Par
  7. Chamka Mahe Noor Ka Hilal   Naat Lyrics
  8. Arzo Sama Banay Hain – Naat Lyrics
  9. Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa   Naat Lyrics
  10. Kushiyo Ki Bahaare Laaya Ramzan Mubarak Aaya  Naat Lyrics
  11. Ahmed-e-Mujtaba Ya Rasool-e-Khuda
  12. Aaj Milad e Nabi Hai
  13. Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics
  14. Izn Kar do Ataa Dar Pe Aaon Shaha Naat Lyrics
  15. Dard E Dil Chahiye Chashm E Tar Chahiye
  16. Apni Lagan Laga De
  17. Madani Madine Waale (Naat Lyrics)
  18. Aisa Bhi Ho Ya Syed-e-Abrar Kissi Din
  19. Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghaus E Azam Dastagheer   Naat Lyrics
  20. Tadap Raha Hu Madine Ki Haazri Ke Liye  Naat Lyrics

Leave a comment