Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
Ke Do Jahan Me Hamara Wo Kamli Wala Hai
Jin Ke Tufail Se Shams O Qamar Hain Aaj Ajal
Wo Hi Noor E Khuda Hain Or Wo Noor Wala Hai
Hain Wo Shan E Khuda Or Shan E Do Aalam Aaqa
Kaun Aaya Hai Un Sa Kaun Aane Wala Hai
Wo Jo Pahunchey Talab Pe Haq Ki La-Makaan Pe Shaha
To Kaul E Haq Huwa Ke Parda Uthhne Wala Hai
Wo Muqaddar Hain Hamara Sar E Mehshar Hain Yakeen
Vahan Naseeb Unhi Se Badalney Wala Hai
Kyun Na Chahey Tumhe Badh Kar Dil O Jaan Se ‘ Mehboob ‘
Tere Karam Ne Mujhe Har Jagah Sambhala Hai
Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
Related Content
- Kabe Ki Ronak Kabe Ka Manzar Naat Lyrics
- Lab Pe Aati Hai Dua Banke Tamanna Meri Naat Lyrics
- Bekhud Kiye Dete Hain Andaaz E Hijabana Naat Lyrics
- Maqsad E Aalam E Hayaat E Nabi
- Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
- Shahe Madina Taiba Bulalo Shahe Madina Naat Lyrics
- Na Kaleem Ka Tasawwur Na Khiyaal-E-Tur-E-Sinaa Naat Lyrics
- Woh Rasool, Mera Rasool Hai
- Sun Lo Khuda Kay Wastay Apnay Gada Ki Arz Naat Lyrics
- Kya Jane Duniya Wale Rutba Mere Madani Ka Naat Lyrics
- Ban Kay Kher-ul-Wara Agaey Mustafa Lyrics
- Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya
- Aey Ishq E Nabi Mere Dil Main Bhi Samaa Jaana (Naat Lyrics)
- Amina Ka Laal Aaya Lyrics
- Aa Dil Main Tujhe Rakh Loun
- Sacchi Baat Sikhate Yeh Hai Naat Lyrics
- Meri Ulfat Madine Se Lyrics
- Jab Masjid e Nabawi Ke Minaar Nazar Aye
- aaka ko pukar bande aaka pukar
- Tajalli E Noor E Kidam Ghous E Aazam Naat Lyrics