Aanay Walo Yay To Bataao Shehr Madina Kaisa Hai (Naat Lyrics)

Aanay walo yay to bataao shehr madina kaisa hai
Sar un kay qadmon mayn rakh kar jukh kar jiina kaisa hai

Gunbaday khazra kay sa-ay mayn beytth kay tum to aa-ay ho
Uss sa-ay mayn rab kay aagay sajda karna kaisa hai

Dil aankhayn or ruuh tumhari lagti heyn sehraab mujhay
Dar pay un kay beytth kay zamzam piina kaisa hai

Diiwano aankhon say tumharitna puuch to laynay do
Waqt e dua rozay pay un kay aansu bahana kaisa hai

Waqt e rukhsat dil ko apnay chhoarr wahaan tum aa-ay ho
Yay batlaa-o ishrat un kay dar say bichharrna kaisa hai

Waqt e rukhsat dil ko apnay chhoarr wahaan tum aa-ay ho
Yay batlaa-o hum ko k un kay dar say bichharrna kaisa hai


Related Content

  1. Ahmad Raza Ka Taza Gulistan Hai Aaj Bhi
  2. Uchiyan Uchiyan Shaana 
  3. Mera Dil Tadap Raha Hai  Naat Lyrics
  4. Mehboob Ki Mehfil Ko Mehboob Sajate Hai  Naat Lyrics
  5. Nabiyo Ke Sardar Aae  Naat Lyrics
  6. Mere Aaqa Aao Ke Muddat Hoi Hai
  7. Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat Naat Lyrics
  8. Wo Kaisa Sama Hoga Wo Kaisi Gharri Hogi (Naat Lyrics)
  9. Muhammad Ke Shaher Mein   Naat Lyrics
  10. Lab Pe Aati Hai Dua Banke Tamanna Meri  Naat Lyrics
  11. Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa   Naat Lyrics
  12. Huzoor Aa Gaye Hai  Naat Lyrics
  13. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat
  14. Pare Pare Pe Likhkha Hai Aaka Ka Naam  Naat Lyrics
  15. Al Madad Al Madad Al Madad Ya Khuda  Naat Lyrics
  16. Fida Kr Ishq-e-Nabi Par Jaan  Naat Lyrics
  17. Apni Rehmat Ke Sumandar Mein Utar Jaane De Naat Lyrics
  18. Ya Rabb Tere Mahboob Ka Jalwa Nazar Aaye (Naat Lyrics)
  19. Tala Al Badru Alyna
  20. Noori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki  Naat Lyrics

Leave a comment