Bekhud Kiye Dete Hain Andaaz E Hijabana  Naat Lyrics

Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabana
Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana Kyu aankh milayi thi, kyoon aag lagayi thee
Aab rukh ko chupa baithay kar kay mujhay deewana. Zahid meri kismat mein sajday hain usi dar kay
Chuta hai na chuthay ga sange dar e janana.

Kiya lutf ho mehshar mein main shikway kiye jaoon
Woh haskay kahay jayein deewana hai dewana. Saaki teray aatay hee yeh josh hai masti ka
Sheshay pay gira sheesha pemanay paymana. Maloom nahin baydam mein kon houn aur kiya hoon
Youn apnoon main apna houn baiganoon mein baygana. AA DIL ME TUJHE RAKH LOON


Related Content

  1. Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa   Naat Lyrics
  2. Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah
  3. Jab Jab Nabi Ki Yaad Aye Hai Naat Lyrics
  4. Jahan Bani Ata Karde  Naat Lyrics
  5. Nabi Nabi Nabi Nabi  Naat Lyrics
  6. Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai  Naat Lyrics
  7. Huzoor Aa Gaye Hai  Naat Lyrics
  8. Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
  9. Mera Dil Or Meri Jaan Naat Lyrics
  10. Gar Talab Sey Kuch Masewa Chahey
  11. Zameen Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota (Naat Lyrics)
  12. aaka ko pukar bande aaka pukar
  13. Munawwar Meri Aankhon ko Naat Lyrics
  14. Kya Bayaan Azmatein Hon Teri Shaha
  15. Ya Nabi Ya Nabi
  16. Aaqa Ka Milad Aaya
  17. Apni Lagan Laga De
  18. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat
  19. Mein Mangta Haan Teray Ishq Da  Naat Lyrics
  20. Maare Angariyen Aao Sarkar Madinah Varaa Saanvariah  Naat Lyrics

Leave a comment