Hamne Quraan Mai Parha Hai  Naat Lyrics

hamne quraan mai ye parha hai

pyaare aaka ka rotba bara hai

bage jannat ho ya arshe aazam

har jagah unka zanda garha hai

hai karam mujpe shahe zaman ka

naam lewa hu main panjatan ki

rang lai hai meri wafae

mustfa(saw) mere hajat rava hai

hamne quran mai ye ……………….

aa rahe hai madina ke dulha

sarpe taje safaat dhra hai

dekhiye hasr me har farista

hath bandhe adab se khara hai

hamne quran mai ye…………………

wo muhmmad (saw)  hai noore khuda hai

ye na samazo khud se bara hai

darmiya me ahad or ahmad(saw)

mim ka ek parda para hai

hamne quraan mai ye…………………

raat mearaaz ki keh rahi hai

panv chume hai taro ne inke

tajdare madina ke aage

aasama ko bhi zukna para hai

hamne quraan mai ye…………………

taybah wale muhmmad (saw) ki azamat

char yaro se zahir hai ‘anwar’

mil gai hai use badshahi

unke kadmo pe jo gir para hai

hamne quraan mai ye…………………


Related Content

  1. Apne Damane Shafa’at Mein Chhupaye Rakhna Naat Lyrics
  2. Noor Ki Barsat Ka Alam Nirala Ho Gya (Naat Lyrics)
  3. Allaha Ha Ghar Kulde Ka Naqsha Nahie Dekha (Naat Lyrics)
  4. Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
  5. Apni Lagan Laga De
  6. Sunni Musalman Mai Sunni Musalman  Naat Lyrics
  7. Noor Wala Aya Hai Naat Lyrics
  8. Sultane Jahan Mehboobe Khuda Teri Shaano Shaukat Kya Kehna  Naat Lyrics
  9. Lo Madine Ki Tajjali Se Lagaye Huwe Hain  Naat Lyrics
  10. Jashn Aamade Rasool
  11. Apne Dar Pe Jo Bulaa-o To Bahot Ach’cha Ho
  12. Munawwar Meri Aankhon Ko Mere Shamsud Duhaa Kar Dein  Naat Lyrics
  13. Apni Rehmat Ke Sumandar Mein Utar Jaane De Naat Lyrics
  14. Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai  Naat Lyrics
  15. aaka ko pukar bande aaka pukar
  16. Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai  Naat Lyrics
  17. Dil Mein Ho Yaad Teri Gosha E Tanhaii Ho  Naat Lyrics
  18. Ashkon ka meri aankh mein toofan utha ho
  19. Madina Madina Hamara Madina Naat Lyrics
  20. Rusul Unhi Ka To Muzdah Sunane Aaye Hai  Naat Lyrics

Leave a comment