Jahan Bani Ata Karde  Naat Lyrics

Mere Shamso-duha kardey

Gamon ki dhup mein woh

Sayae zulfe dutaa kardey

Jahan-bani ata karde

Bhari jannat hiba kardey

Nabi Mukhtar-e-kull hey

Jisko jo chahain ata karde

Jahan mein unki chalti hai

Wo dam mein kya se kya kardein

Zameen ko aasman karde

Surayya ko sara karde

Faza main udne wale yhun

Na itraaein nidaa kardey

Wo jab chahain jise chahain

Use farmaan-rawa kardey

Nabi se jo hai be-gaana

Use dil se juda kardey

Pidar Madar Biradar

Jaano maal un par fida kardey

Suraka ko bhi sone key to

Woh kangan ata kardey

Nabi Mukhtar-e-kull hey

Jisko jo chahain ata karde

Ata karde bula kar dey

Bitha kar de utha kar dey

Nabi Mukhtar-e-kull hey

Jaise jab chahe ata kardey

Jahan mein aam paygam e shahe

Ahmad Raza kardey

Palat kar pichhe dekhey

Fir se Tajdeed e wafa kardey

Khataein karne wala main

Ataein karne wale aap

Mere Aaqa mere haq main

Ise dastur saa kardey

Khayale hazrate Hassan sey

Ham naatein sajate hain

Kami reh jaaye to puree

Bareli ke Raza kardey

Muje kiya fikr ho Akhtar

Mere yaawar hain woh yaawar

Bala ho oh meri jo khud

Giriftare balaa karde

Tamannae dil e Ashraf

Bas itni hai sare Kausar

Jab Aaqa jame kausar dey

Labe Akdas laga kar dey


Related Content

  1. Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman
  2. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu
  3. Madina Saaddi Jaan Ay (Naat Lyrics)
  4. Taiba Bula Lijiye Na
  5. Arsh e aazam kyu na phade fhir khutba fazley rahma ka
  6. Huzoor Jante Hain   Naat Lyrics
  7. Kabe Ki Ronak Kabe Ka Manzar  Naat Lyrics
  8. Mubarak Tujhay Ho Arz-e-Madina
  9. Jo Bhi Dushman Hai Mere Raza Ka  Naat Lyrics
  10. Pir Mere Baghdaadi Ghaus Ul Anaam  Naat Lyrics
  11. Noor Se Apne Sarwar E Aalam  Naat Lyrics
  12. Raah Pur Khaar Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  13. Huzoor Aa Gaye Hai  Naat Lyrics
  14. Bulalo Phir Mujhay Ae Shah-e-Behrobar
  15. Allah Ke Huzoor Me Sar Ko Jhukaa Ke Dekh
  16. AAJ MUSLIM TERA MEHMAAN CHAL DIYA –
  17. Har Waqt Tasaw’wur Mein Madine Ki Gali Ho  Naat Lyrics
  18. Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar  Naat Lyrics
  19. Aanay Walo Yay To Bataao Shehr Madina Kaisa Hai (Naat Lyrics)
  20. Main Madine Chala  Naat Lyrics

Leave a comment