Mubarak Tujhay Ho Arz-e-Madina

mubarak tujhey ho aey arzey Madina
Nabi ka sher hai, ye sher-e-Madina

Teray paas jab syed-e-do jahaan hain
Na kyun raksh-e-aflaaq ho phir Madina

Teray sabz gumbad pe alam fida hai
Falak jaisey chumey zameen-e-Madina

Teray zara zara nishaan-e-Nabi hai
Fida tujh pe mekhaak sher-e-Madina

Uhad ke ye daman mein khoon-e-shaheedaan
Sabaq de raha hai wafa-e-Madina

Nishani hai Islam ki azmaton ki
Sahaba ke qadmon se khak-e-Madina

Wafadarion par sahaba ke akhtar
hai tareekh roshan ye sher-e- Madina


Related Content

  1. Jab Gunmbaday Khuzra Pae Woh Pehli Nazar Gae
  2. Ae Maut Thehr Ja, Main Madine Tay Ja Lawan
  3. Madine Ke Zaa-ir Salaam Unse Kehna  Naat Lyrics
  4. Raate Bhi Madine Kee Baate Bhi Madine Kee  Naat Lyrics
  5. Ahmad Raza Ka Taza Gulistan Hai Aaj Bhi
  6. As Sub Hu Bada Min Talati Hii   Naat Lyrics
  7. BARI UMEED HAI SARKAR QADMON
  8. Huzoor Aa Gaye Hai  Naat Lyrics
  9. sallay-ala-pukaro-sarkar-arahe-hain
  10. AAJ DULHA BANA SHAHE AHMAD RAZA
  11. Saare Jag Nalo Lagdiyan Changiyan Madine Diyan Paak Galiyan
  12. Gar Talab Sey Kuch Masewa Chahey
  13. Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
  14. Rab Mehfilan Sajayan
  15. Aankhon Mein Bas Geya Hai Madina Huzoor Ka Naat Lyrics
  16. Aa Jaaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  17. Aey Saba Mustafa Se Keh Dena
  18. Dil Madina Mera Bana Aaqa
  19. Un Ka Jo Ghulaam Hogaye (Naat Lyrics)
  20. AAJ ASHK MERI NAAT SONAA?E TO AJAB KYA

Leave a comment