Mujhe bhi MADINAY bulaa Mayray Mowla

Mujhe bhi MADINAY bulaa mayray mowla
Hamay bhi MADINAY bula mayray mowla
Karam kee thajalee dikhaa mayray mowla

Sab pareay
Hamay bhi MADINAY bula mayray mowla
Karam kee thajalee dikhaa mayray mowla

Mujhe bhi MADINAY bulaa mayray mowla
Karam kee thajalee dikhaa mayray mowla

Bohoth bay kararee kay alam main hoo main
Mayree bay kararee mitaa mayray mowla

Hamay bhi MADINAY bula mayray mowla
Karam kee thajalee dikhaa mayray mowla

Nigahow say pinhaa jo manzil mayree hain
Kyoun majdhar may naow mayree pasee hain

Hatha oo kaa maraa bhi palay gaa sahil
gar abid kay dil may samaa mayray mowla

Hamay bhi MADINAY bula mayray mowla
Karam kee thajalee dikhaa mayray mowla

Mujey bi Madiney bula merey Mowla
Karam ki thajali dikha merey Mowla

Bohoth bekarari key alaam mey hu mey
Meri bekarari mita merey Mowla

Sunaah hai Madina karam hi karam hai
Thu rakhtha jahan mey sabhi ka bharam hai

Thujey vasthaa therey pyarey Nabi ka
Meri bhigari aab thow bana merey Mowla

Jisey thuney chaha mey uspey fidha hu
Mey Therey Muhammad key Dhar ka ghada hu

Thujey vaastha syeda Fatimah ka
Mujey har balah sey bacha merey Mowla


Related Content

  1. Mujh Pe Maula Ka Karam Hai  Naat Lyrics
  2. Sunehri Jalion Ko Nazar Aane
  3. Mubarak Tujhay Ho Arz-e-Madina
  4. AAJ MUSLIM TERA MEHMAAN CHAL DIYA –
  5. Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani
  6. Dil Dard Se Bismil Ki Tarha Laut Raha Ho  Naat Lyrics
  7. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  8. Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
  9. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  10. BARI UMEED HAI SARKAR QADMON
  11. Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu
  12. Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi
  13. Aankhein Ro Ro Ke Sujane Wale Naat Lyrics
  14. Koi Saleeqa Hai Aarzoo Ka Na Bandagi Meri Bandagi Hai  Naat Lyrics
  15. Arzo Sama Banay Hain – Naat Lyrics
  16. Patta Patta Boota Boota Zikr E Khuda Mein Khoya  Naat Lyrics
  17. Duniya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da  Naat Lyrics
  18. Pesh E Haq Muzhda Shafa-at Ka Sunate Jaenge Lyrics
  19. Aseeron Ke Mushkil Kusha Ghous e Azam
  20. TAN SADQE MERA MANN SADQE

Leave a comment