Ya Nabi Ya Nabi

Yaa Nabi Yaa Nabi Yaa Nabi

Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabi
Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabiii

Aap Shaah-e-ommum
Aap Khair-ul-waraa
Aap sartaaj-e-paighaimberaan-e-khudaa
Aapki doonon aalam main jalwa garii
Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabiii

Aap khallak-e-aalam ke hain tarjoomaa
Aap arsh-e-ilaahi ke hain raazdaan
Aap ghaar-e-hira ki haseen roshni
Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabiii

Khatam-ul-mursaleen-e-jahan aap hain
Baees-e-azmat-e-kunfaqaa aap hain
Farsh se arsh taq bartari aapki
Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabiii

Aap Quraan laaye habib-e-khuda
Hai laqabb aapka khatam-ul-ambiyaa
Aapse ehl-e-haq ko miley aaghaahii
Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabiii

Aarzoo par karam ho shah-e-hasheemi
Waqf-e-rung ju alam jiski hai zindagii
Bukhsh do is ko deedar ki roshni
Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabii

Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabi
Yaa nabi yaa nabi yaa nabi yaa nabiii


Related Content

  1. Tumhi Arsh Say Farsh Par Janay Walay (Naat Lyrics)
  2. Khuda Ka Zikr Kare  Naat Lyrics
  3. Haleema Mein Terey Muqadran Ton Sadqay
  4. Rab Ne Diya Hai Unko  Naat Lyrics
  5. La ilaha illa Ho- La ilaha illa Ho Lyrics
  6. Aaqa Ka Milad Aaya
  7. Qurban Tumpe Meri Jaan
  8. Aye Madine ke Tajdar Tujhe
  9. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
  10. Bhejo Darood Us Zaat Per,mikar sada kaho
  11. Jannat Mein Leke Jayegi Chahat Rasul Ki  Naat Lyrics
  12. Pare Pare Pe Likhkha Hai Aaka Ka Naam  Naat Lyrics
  13. Dar e Nabi Par Ye Umar Bite Ho Mujhpe Lutf e Dawaam Aisa Naat Lyrics
  14. Unki Mahek Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye He
  15. TAN SADQE MERA MANN SADQE
  16. Ab Kahan Jaon Tarap Ke Lyrics
  17. Kyunkar Na Merey Dil Main Hu Ulfat Rasool Ki
  18. Allah Nabi Da Naam Layye Allah Nabi Da
  19. Ali Haidar ka gharana
  20. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi  Naat Lyrics

Leave a comment