Meray Aqa Meray Lajpaal Madinay Waley (Naat Lyrics)

Meray Aqa meray lajpaal Madinay waley

Meray halaath badal daal madinay waley

Apni aankhon sey lagaaown mey sunehri jaali

Mujh ko bulwaaeeye har saal Madinay waley

Sadqah Hasnain ka bhar dijiye jholi meri

Mujh ko kar dijiye khush haal Madinay waley

Aale athhar kei mey geeth hameysha gaaon

Khush rahay mujh sey teri Aal Madinay waley

Apney dukh dard sunaaon mey kisay teray siwa

Bin theray kown sunay haal Madinay waley

Aeybe mehshar kahein khulney nah paaein meray

Rakhna daaman mey bahr haal Madinay waley


Related Content

  1. Lutf Unka Aam Ho Hi Jayega  Naat Lyrics
  2. Sabke Hajat Rawa Garib Nawaj  Naat Lyrics
  3. Kaak Sooraj Se Andehro Ka Izalah Hoga (Naat Lyrics)
  4. Zikre Aaqa Se Seena Saja Hai Naat Lyrics
  5. Madine ka safar hai aur main namdeda namdeda
  6. Milad Ka Mausam Aaya Hai  Naat Lyrics
  7. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  8. Gar Talab Sey Kuch Masewa Chahey
  9. Allah Ni Yeh Shan Barhai, Tere Dar Ki
  10. Har Nazar Kamp Uthegi Mehshar Ke Din   Naat Lyrics
  11. Na Aasmaan Ko Yun Sar Kashida Hona Tha  Naat Lyrics
  12. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Naat
  13. Dare Nabi Par Para Rahoon Ga Naat Lyrics
  14. Jahan Roza E Pak Khreulwara Hai
  15. Ay Mustafa ke fool dilojaan ya hussain
  16. Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib   Naat Lyrics
  17. labbaik_labbaik_Allahumma_labbaik_naat_lyrics
  18. Muh Se Ek Baar Laga Laytey Jo Maula Pani   Naat Lyrics
  19. Aye Hasnain Ke Nana
  20. Soona jungle raat andheri chaye hai

Leave a comment