Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana

Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana

Aa dil mein tujhay rakh loon ay jalwa e janana

Itna tu karam karna ay chasham e kareemaana

Jab jaan laboon par hu, tum saamany aa jaana

Jee chahtaa hay tuhfay mein bhaijoon ga unheen ankhein

Darshan ka darshan hu, nazraanay ka nazraana

Sang e dar e jaanaa par karta hoon jabeen saayee

Sajda na samaj najdi, sar daita hoon nazrana

Peenay ko pee loon ga, par shart zara se hay

Bhagdad ka saaqi hu, ajmir ka may khaana

Jab tum nay mujhay apna dunyia mein banaya hay

Mehshar mein bhee keh daina, ya hay meera devaana

Aabaad isay farma, weraan hay dil e aasee

Jalway teeray bus jayee, aabaad hu weraana

Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana

Aa dil mein tujhay rakh loon ay jalwa e janana


Related Content

  1. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga  Naat Lyrics
  2. Main Bhi Roze Rakhunga Lyrics
  3. Tere Qadmo Me Aana Mera Kaam Tha
  4. Un Ki Nazar Mein
  5. Apni Rehmat Ke Sumandar Mein Utar Jaane De Naat Lyrics
  6. Dushman-E Ahmad Pe Shiddat Kijiye  Naat Lyrics
  7. Ya Rabb Mujhe Deewana Madina Ka Bana De (Naat Lyrics)
  8. Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara
  9. Aisa Tujhe Khaaliq Ne Tarahdaar Banaya
  10. Jannat Mein Leke Jayegi Chahat Rasul Ki  Naat Lyrics
  11. CHAL QALAM AB HAMD E RABB
  12. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  13. Jahan Bani Ata Karde  Naat Lyrics
  14. BALAGHAL ULA BE KAMALEHI SALLU ALAIHE WALEHI
  15. Rabbana Ya Rabbana  Naat Lyrics
  16. Aadha Idhar Aadha Udhar
  17. Rahmat Ka Hai Darwaza Khula
  18. Zamin O Zaman Tumhare Liye (Naat Lyrics)
  19. Zaban Pey Sirf Hai Dawa e Misal Koi Nahi
  20. Khuda Ka Ziker Karay, Zikr e Mustafa Na Karay

Leave a comment