Huzoor Aa Gaye Hai  Naat Lyrics

Khub Khushiya Manao Huzur Aa Gaye

Nat E Ahmed Sunao Huzur Aa Gaye

Unke Sajde Ko Maherab E Kaba Jhuki

Apna Dil Tum Jhukao Huzur Aa Gaye

Boli Dayi Halima Unhe Dekh Kar

Nuri Jhula Jhulao Huzur Aa Gaye

Dushmani Chod Do Sab Mohobbat Karo

Dil Se Dil Ko Milao Huzur Aa Gaye

Padh Ke Kalma Ye Kankar Bhi Kahne Lage

Logo Iman Lao Huzur Aa Gaye

Butshikan Aya But Sar Ke Bal Gir Pade

Parchame Haq Uthao Huzur Aa Gaye

Hai Lakad Ja-A-Kum Dekho Quran Me

Padh Ke Sab Ko Sunao Huzur Aa Gaye

Yad Ummat Ko Waqte Wiladat Kiya

Yad Ab Tum Manao Huzur Aa Gaye

Jhum Kar Khub Rizwan Nate Padho

Sab Ko Muzda Sunao Huzur Aa Gaye


Related Content

  1. AAJ DULHA BANA SHAHE AHMAD RAZA
  2. Chumma Rozy Di Jali Nu   Naat Lyrics
  3. Meetha Meetha He Mere Muhammad Ka Naam  Naat Lyrics
  4. Madani Madine Waale (Naat Lyrics)
  5. Al-madad, peeraan-e-peer ! Gaus-ul-aa’zam dast-geer !
  6. Aao ke kare baate sarkar e do aalam ki
  7. Baravein Ka Chand Aya, Baravein Ka Chand Aya (Naat Lyrics)
  8. Aankhon ka taara naame Muhammed
  9. Dare Khwaja Pe Sawali Ko Khada Rehne Do (Naat Lyrics)
  10. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar
  11. Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki – Naat Lyrics
  12. Aey Mere Mola Mola Mola
  13. Sunte Ho Bekaso Fariyad Ki Gause Aazam  Naat Lyrics
  14. AI SABZE GHUMBADH WALE MANZOOR DUA KARNA
  15. Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon
  16. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
  17. Chand Se Unke Chehre Par Ghesue Mushk Faam Do   Naat Lyrics
  18. Piraane Pir, Meri Bigri Banaao  Naat Lyrics
  19. Mere Aaqa Aao Ke Muddat Hoi Hai
  20. Jo Guzar Nasib Ho Aey Saba Kisi Din Diyaare Hijaaz Mein

Leave a comment