Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai  Naat Lyrics

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Gunaahon ke darya me kashti phansi hay

Mere tan pay ghaflat ki chaadar pari hay

Nahoosat gunaahon ki chaei hui hay

Gunaahon ke darya me kashti phansi hay

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Yahi baat hum nay barhon se suni hay

Na ho banagi gar to kia zindagi hay

Gunaahon ke darya me kashti phansi hay

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Ae abr-e-karam aa baras ja baras ja

Baras ja baras ja baras ja baras ja

Ajab aag isyaan ki mujh me lagi hay

Gunahon ke darya me kashti phansi hay

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hay Naat Lyrics

Nahi pass husn-e-amal meray Mola

Nazar meri tere karam per lagi hay

Gunahoon ke darya me kashti phansi hay

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Ubaid-e-Raza naikyon se hay khali

Gunaahon me hasil ise bartari hay

Gunaahon ke darya me kashti phansi hay

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Lab-e-Mustafa se khudaya suna day

Ubaid-e-Raza naar se tu bari hay

Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hay

Gunaahon ke darya me kashti phansi hay

Ilahi madad kar madad ki ghari hay

Gunaahon ke darya me kashti phansi hay

Madad ki ghari hay madad ki ghari hay

madad ki ghari hay madad ki ghari hay


Related Content

  1. Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon  Naat Lyrics
  2. Mujhe Tohfay Mein Mila Ramzan Lyrics
  3. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  4. Jo Guzar Nasib Ho Aey Saba Kisi Din Diyaare Hijaaz Mein
  5. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  6. Madine Ke Waali Do Alam Ke Data Naat Lyrics
  7. Delhi Rajasthan Tumhara Ya Khwaja  Naat Lyrics
  8. Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa
  9. Na Dolat De Na Shohrat De  Naat Lyrics
  10. Aanay Walo Yay To Bataao Shehr Madina Kaisa Hai (Naat Lyrics)
  11. Qurban Tumpe Meri Jaan
  12. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat Lyrics
  13. ALLAH Ho Rabo Muhammadin
  14. Ban Ja Toon Vi Yaar Madine Wale Da Lyrics
  15. Ay Mustafa ke fool dilojaan ya hussain
  16. Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi
  17. Rehmat Baras Rehi Hai
  18. Duniya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da  Naat Lyrics
  19. Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum  Naat Lyrics
  20. Main Lab Kusha Nahi Hoon Aur Mehre Ilteja Hu  Naat Lyrics

Leave a comment