Allah Ke Huzoor Me Sar Ko Jhukaa Ke Dekh

Allah Ke Huzoor Me Sar Ko Jhukaa Ke Dekh
Allah Ke Huzoor Mein Sar Ko Jhuka Ke Dekh
Milta Hai Kiya Namaz Mein, Sajde Mein Ja Ke Dekh
Milta Hai Kiya Namaz Mein, Sajday Mein Ja Ke Dekh

Woh Kushnaseeb Hai, Jise Manzoor Hai Namaz X2
Momin Ki Paak Rooh Ka Ik Noor Hai Namaz
Shaitan Ki Bohat Say Bohat Door Hai Namaz
Dil Ko Khuda Ki Yaad Ka Maskan Bana Kay Dekh
Milta Hai Kiya Namaz Mein, Sajde Mein Ja Ke Dekh X2

Barkat Hazar Saath Hai Lati Hai Yeh Namaz X2
Jalwa Khuda Ka Saath Dekhati Hai Yeh Namaz
Bande Ko Apne Rab Say Milati Hai Yeh Namaz
Milna Hai Agar Khuda Say, Musalah Bicha Ke Dekh
Milta Hai Kiya Namaz Mein, Sajde Mein Ja Ke Dekh X2

Munkir Nakeer Qabr Mein Poochein Gay Jab Hisaab X2
Day Gi Namaz Khud Hi Namazi Ka Sab Jawab
Mitt Jaye Ga Namaz Say Sab Qabr Ka Azab
Uss Rab Ul Alameen Say Toh Loh Laga Ke Dekh
Milta Hai Kiya Namaz Main, Sajda Main Ja Ke Dekh X2

Uss Rab E Zuljalal Ki Marzi Namaz Hai X2
Bakhshish Ki Aur Najat Ki Sirhi Namaz Hai
Darwaza E Bahisht Ki Kunji Namaz Hai
Sab Kuch Mile Ga Khud Ko Namazi Bana Ke Dekh
Milta Hai Kiya Namaz Mein, Sajde Mein Ja Ke Dekh X2

Woh Rab Ul Alameen Hai, Mukhtar Hai Wohi
Rehman Hai, Raheem Hai, Ghafar Hai Wohi
Beshak Teri Namaz Ka Haqdar Hai Wohi
Naraz Ho Na Jaye, Ooh Bande Khuda Ke Dekh
Milta Hai Kiya Namaz Mein, Sajde Mein Ja Ke Dekh X2

Allah Ke Huzoor Sar Ko Jhuka Ke Dekh X2
Milta Hai Kiya Namaz Mein, Sajde Mein Ja Ke Dekh


Related Content

  1. Maqbool Dua Karna Manzoor Sana Karna  Naat Lyrics
  2. Mein Sajdah Karun Ya Ke Dil Ko Sambhalun  Naat Lyrics
  3. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi  Naat Lyrics
  4. Gunahon Ki Adat Churah Meray Mowla  Naat Lyrics
  5. Har Waqt Tasaw’wur Mein Madine Ki Gali Ho  Naat Lyrics
  6. Aaqa Ke Ghulamo Ko Ab Eid Manane Do
  7. Sar Ta Ba-qadam Hai Tan E Sultane Zaman Phool  Naat Lyrics
  8. Meray Kamli Walay Ki Shaan Hi Nirali Hai Naat Lyrics
  9. Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai  Naat Lyrics
  10. Bulalo Phir Mujhay Ey Shahe Bahrobar, Madinay Main   Naat Lyrics
  11. Ek Baar Madine Me Ho Jaye Mere Jaana  Naat Lyrics
  12. Mehboob Ki Mehfil Ko Mehboob Sajate Hai  Naat Lyrics
  13. Dar e Nabi Par Ye Umar Bite Ho Mujhpe Lutf e Dawaam Aisa Naat Lyrics
  14. Qadri Aastana Salamat Rahe  Naat Lyrics
  15. AAKHRI LAMHON MEIN KYA SHEHR O BIYABAAN DEKHUN,
  16. Ahmed-e-Mujtaba Ya Rasool-e-Khuda
  17. Amina Ka Laal Aaya Lyrics
  18. Aye Madine ke Tajdar Tujhe
  19. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
  20. Lo Madine Ki Tajjali Se Lagaye Huwe Hain  Naat Lyrics

Leave a comment