Tumhi Arsh Say Farsh Par Janay Walay (Naat Lyrics)

Tumi Farsh say Arsh par janay walay

Tumi Namatein Haq se dilwanay walay

Teray aagay sab hath philanay walay

Maira dil bhi chamkaa de chamkanay walay

Sawari se apni tu jiss dum utarna

Madinay kay Zaier Zara tu Sanbhalna

Kay yahan tha mairay Mustafa(S.A.W) ka guzarna

Aray Sar ka mooka hai Ooh janay walay

Hain Kabay kay jalway bhi mana ke achay

Magar main Madinay ke azmat kay sadkay

Issay hai Nisbat Mairay Mustafa(S.A.W) se

Madinay ke Khittay Khuda Tujh ko rakhay

Gariboon Faqiroon ke Tehranay walay

Maira dil bhi chamkaa de Chamkanay walay


Related Content

  1. Jitna Diya Sarkaar Ne Mujh Ko Itni Meri Awqaat Nahi
  2. Tere Qadmo Me Aana, Mera Kaam Tha (Naat Lyrics)
  3. Rifaete Subhe Saadat Zindabad  Naat Lyrics
  4. Baat Kar Madine Ki Naat Lyrics
  5. YA TAIBA YA TAIBA
  6. Dardo Aalam Ke Mare
  7. Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu  Naat Lyrics
  8. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  9. Nabi Ke Ishq Ne, Jis Ko Hasin Banaaya Hai
  10. Sab Se Aola Woh Aala Hamara Nabi (Naat Lyrics)
  11. Abhi jibril utre
  12. Apne Dar Pe Jo Bulaa-o To Bahot Ach’cha Ho
  13. Sar Ta Ba-qadam Hai Tan E Sultane Zaman Phool  Naat Lyrics
  14. Hum Dare Yaar Pe Dil Apna Jhuka Lete Hai  Naat Lyrics
  15. Mil Gaya Dar Tera Garib Nawaz  Naat Lyrics
  16. Meray Aqa Meray Lajpaal Madinay Waley (Naat Lyrics)
  17. Ishq Ke Rang  Naat Lyrics
  18. Tu Shamm-e- Risalat Hai
  19. Aankhon ka taara naame Muhammed
  20. Aaka Ko Pukar Bande Aaka Pukar

Leave a comment