Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa

Hamaray Aaqa hamaray Moula Imam e Azam Abu Hanifa
Hamaray Muljaa hamaray Maa’wa Imam e Azam Abu HanifaTum hi ko Maana, Tum hi ko Jana, Tumhi tou Sub k Imam Thehray
Mila na koi Imam Tum sa Imam e Azam Abu HanifaZamanay bhar ne Zamanay bhar mein bohat tajassus kia hay lekin
Mila na koi Imam Tum sa Imam e Azam Abu HanifaTumharay Aagay Tamam Aalam na kiun karay Zaano e Adab Kham
Kay Peshwayaan-e-Deen-e-Baala Imam e Azam Abu Hanifa

Na Kiun karain Naaz AhleSunnat kay Tum se Chamka Naseeb-e-Ummat
Siraj e Ummat Mila ho Tumsa Imam e Aazam Abu Hanifa

HAMARAY MAULA HAMARAY AAQA IMAM-E-AZAM ABU HANIFA NAAT LYRICS

Hua Uloo al-Amr se ye Sabit kay teri Taa’at zaroor wajib
Khuda ne tum ko kia hamra Imam e Azam Abu Hanifa

Siraaj Tu hay baghair teray jo koi samajhe Hadees o Quraan
Phiray batakhta na paaey rasta Imam e Azam Abu Hanifa

Jo Teri Taqleed shirk hoti, Muhaddiseen Saaray hotay Mushrik
Bukhaari-o-Muslim Ibn Majah Imam e Azam Abu Hanifa

Ye jitnay Fuqaha Muhaddiseen hain, Tmharay Khirman se Khosha Cheen hain
wo Wastay se ye Bay Waseela Imam e Azam Abu Hanifa

Khabar le Ae Dastageer e Ummat Hay Saaiq e Be khabar pe Shiddat
Wo Tera ho kar phiray bathakta? Imame Azam Abu Hanifa


Related Content

  1. TAN SADQE MERA MANN SADQE
  2. Aakhri Lamhon Mein Kya Shehr O Biyabaan Dekhun
  3. Main Aasi Hoon Magar Tu Hai Gaffar Ya Allah  Naat Lyrics
  4. Bhejo Darood Us Zaat Per,mikar sada kaho
  5. Mujhe bhi MADINAY bulaa Mayray Mowla
  6. Al Madad Al Madad Al Madad Ya Khuda  Naat Lyrics
  7. Hum Dare Yaar Pe Dil Apna Jhuka Lete Hai  Naat Lyrics
  8. Duniya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da  Naat Lyrics
  9. Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib
  10. Ban Kay Kher-ul-Wara Agaey Mustafa Lyrics
  11. MAIN MANGTA HAAN TERE ISHQ DA NAAT LYRICS
  12. Arsh Ka Dulha Aaya Hai
  13. ALLAH Ho Rabo Muhammadin
  14. Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai  Naat Lyrics
  15. Khuda Ka Zikr Kare  Naat Lyrics
  16. Koi Nabi Nahi Hai Mere Mustafa Ke Baad  Naat Lyrics
  17. Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh
  18. Kya Mehakte Hain Mahekne Wale
  19. Tu Kareen hi Jo Thehra Tu Karam Ke Kiya Thikane (Naat Lyrics)
  20. Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi

Leave a comment